یادیں اور باتیں
By THM on November 15th, 2010
حافظ شیخ محمد قاسم صاحب کی کتاب ’’یادیں اور باتیں‘‘ چھپ کر آ چکی ہے۔ دلیلِ راہ کے قارئین کے لئے یہ کتاب کسی تعارف کی محتاج نہیں۔ دیگر قارئین کے لئے بس اتنا کہہ دینا کافی ہے کہ شاہ جی سے محبت رکھنے والوں اورحقیقی تصوف کے متلاشیوں کے لئے ’’سنابلِ نور‘‘ کی طرح ایک بہترین تصنیف ہے۔
Leave a Response
You must be logged in to post a comment.
salam!kaash meri sari zindagi ki qeemat un lamhaat me se vo kuch lamhaat hon jo ap ne shah g k saeya e kram me guzaray.
may u live a long ever evr & 4ever. aameen
Muhtaram Hafiz Muhammad Qasim ke andaz-e-tahreer ma shah ji ki tahreeron ka aks dikhai data ha. Allah inko khushiyan naseeb kare jinoh ne shah ji ki purnoor hayat ka kuch goshon se parda uthaya aur hum jaise na-ahal aqeedat mandon ki zahni o qalbi sairabi ka ahtamam kia. Watan se door hone ke sabab kitab to nai la sakta magar dua go hon ke shah ji ki yadoon ka yeh khobsorat muraqqa jald online ho jae.
Dear Qasim bhi ki jab se is book ka suna hay, bohat khushi bhi hui hay aur isy hasil krny ki shdid tamna bhi hay.
Qasim bhai ki tehrir wakayi Shah jee ki sohbat say faizyab hony wale khush naseeb aur baa salahiyat shagird hi ki lagti hay.
Qasim bhai ki tehrir dilon ko choo leti hay or Shahjee se door rehnay waly kayi logo kay dil ka itmenan ban jati hay.
ALLAH Rasool Qasim bhai par fazal farmaye, amin! JazakALLAH